Intro by Sadhguru: Suppose all the insects die today In something like two and a half to four years time All life will cease But if all the human beings die The planet will flourish The cosmos is human-centric is a stupid idea Hook: Kahani bekarar ye Hothon ko dilkashi sahe Koi to zimmedaar hai Aankhon mein kya khushi pale Mujhko bhi dunn swaar yeah Mujh ko bhi Roshni milen Maut ke Samachar mein Koi to zindagi padhe Zindagi padhe Zindagi kahe Koi to zindagi padhe Zindagi kahe Koi to zindagi padhe Zindagi kahe Haan zindagi kahe Verse:1 Be fizul sa ya fitoor tha Shayad wo ghar se dur haan Saare yha gunahgar se Shayad wo bey-qasur tha Kuchala kisi raftaar mein Puccho bhala kya Qasoor tha Sapno ko daalo bhaad mein Kehna main usse cool tha Loot gyi wo kehkasha Shayad main kahi uski dhool tha Mil gyi mujhe milkiyat Jab tute gya main kisi phool sa Sab usko bezubaan kahe Uski ab haan mein na mile Muhfat se afsanche Bebaaq si koi dastaan Saaf aasmaan raat naapta Kon gerta, kon tapta Kaanchadi phir kaan kaat ta Khel sabhi maidan lapataa Halal ki gardane sabhi Phir bhi na haath kaptaa Aankhon ki udd gyi nami Ziddi sa koi fakta Hook: Kahani bekarar ye Hothon ko dilkashi sahe Koi to zimmedaar hai Aankhon Mein kya Khushi pale Mujhko bhi dunn swaar yeah Mujh ko bhi roshani milen Maut ke samachar mein Koi to zindagi padhe Zindagi kahe Koi to zindagi padhe Zindagi kahe Koi to zindagi padhe Zindagi kahe Haan Zindagi kahe Verse:2 Level kisi up down sa Renge yha koi kaafila Dinner mein chicken fried hai? Yaa swaad hai kisi Maut ka? Pagalpan 5 waqt ka Yaa kehlo koi wardaat Mai darr ka aaina banu Bandook mein goliyan ho aaj Koi wardaat Ker ke holiya Dallie nikla auliya Milen na tark kutark Koi moodh magaj aur bakchodiya Koi to madadgaar ho Sabke sab hain bicholiya Itna na Samjhdaar wo Nichode sukha Tauliya Mil rahi koi Tarbiyat Jise pakar wo Haiwaan ho gya Kosona wo shaksiyat Jisse pakar wo parehaan ho chala Mujh ko bhi do nasihate Mujh mein bhi hai ye falsafa Mujh mein bhi hain ye boriyat Tujh sa na main yu chutiya 10 se 10 ghata Buss hawas mita Khooni Kaum ka Khooni mamla Mil gya zara to sambhalna Dillagi se ho ye tabadala Paidaishey ho rahi galat Kar do rukhsat ka mamla Itni si Khwaaish hai magar Ghat jaye ye phenomena Hook: Kahani bekarar ye Hothon ko dilkashi sahe Koi to zimmedaar hai Aankhon Mein kya Khushi pale Mujhko bhi dunn swaar yeah Mujh ko bhi roshani milen Maut ke samachar mein Koi to zindagi padhe Zindagi kahe Koi to zindagi padhe Zindagi kahe Koi to zindagi padhe Zindagi kahe Zindagi kahe Outro: Ayo I'm taking this slow man Why you takin high What I've Pitched you Rundown Will you run down if she comes down Better better编辑于2023/12/25更新