作词 : Devankon Chakroborty/Soham Majumdar 作曲 : Rajkumar Sengupta Kuch rishtey hain jo tootke bikhre hain Yaadon mein uske sau sautukre hain Aankhon se behti hai, boondein yeh kehti hai Kyun chhodh gaye Chaya hai charo orh andhera Har pal tanha kyon dil mera Sannsein bhi sard hai Dil me bhi dard hai Kyun chhodh gaye Ab to yeh dard hai meri zindagi Kaise kahun, mera kya haal hai Ho gayi bezubaan (bezubaan) Kyun lagta hai aise Jaise ho tum ek parchayi Anjana marz tum Adhura karz tum Kyun chhodh gaye Tumhare bina ab hoon main adhuri Sahi na jaye mujhse yeh doori Khamoshi har taraf, suni hai Tanha hai meri duniya Ab to yeh dard hai meri zindagi Kaise kahun, mera kya haal hai Ho gayi bezubaan (bezubaan) Kyun lagta hai aise Jaise ho tum ek parchayi Anjana marz tum Adhura karz tum Tum gaye kahan Tanha main yahan Tum gaye kahan Tanha main Ab to yeh dard hai meri zindagi Kaise kahun, mera kya haal hai Ho gayi bezubaan (bezubaan) Kyun lagta hai aise Jaise ho tum ek parchayi Anjana marz tum Adhura karz tum Anjana marz tum Adhura karz tum Kyun chhodh gaye编辑于2023/09/20更新