Ye Fizaein - K.K, Alka Yagnik歌词

添加日期:2023-05-12 时长:05分18秒 歌手:Anu Malik

Hey yeh fizaayein
hey sun lo gaaye
Zindagi hai haseen aur jawaan
Har lamha hai meherbaan
har pal hai khushi
Paa hi gaya yeh kaarvaan
manzil pyaar ki
Din jo suhaane hain
to dil deewaane hain
Din jo suhaane hain
to dil deewaane hain
Din jo suhaane hain
to dil deewaane hain
Hey yeh fizaayein
hey sun lo gaaye
Geeton ka mausam hai
khwaabon ka aalam hai
Ab hosh kam kam hai haan
Jeevan ki raahon mein
tum ho nigaahon mein
Baahein hain baahon mein haan
Har dil deewaana
hai ab yeh jaana
Kyoon hai haseen yeh sama
Har lamha hai meherbaan
har pal hai khushi
Paa hi gaya yeh kaarvaan
manzil pyaar ki
Din jo suhaane hain
to dil deewaane hain
Din jo suhaane hain
to dil deewaane hain
Din jo suhaane hain
to dil deewaane hain
Hey yeh fizaayein
hey sun lo gaaye
Sab din sunehre hain
sab nashe gehre hain
Pyaare sab chehre hain haan
Ab halke halke se rang hai chhalke se
Aanchal hai dhalke se haan
Jo dilkashi hai
jo taazgi hai
Kaise karoon main bayaan
Hey yeh fizaayein
hey sun lo gaaye
Zindagi hai haseen aur jawaan
Har lamha hai meherbaan
har pal hai khushi
Paa hi gaya yeh kaarvaan
manzil pyaar ki
Din jo suhaane hain
to dil deewaane hain
Din jo suhaane hain
to dil deewaane hain
Din jo suhaane hain(La la la la la la)
to dil deewaane hain(La la la la la la)
Din jo suhaane hain
to dil deewaane hain编辑于2023/05/12更新
更多>

人气推荐

更多>

喜欢【Anu Malik】您也可能喜欢TA们的歌词…

更多>

最新歌词

Copyright @2011 - 2024 www.9ku.com
九酷音乐网 版权所有
ICP备案:黑ICP备2023008593号-1