Do Pal - 爱无国界 (Veer-Zaara) Do pal ruka khwabon ka karvan Aur phir chal diyeh tum kahan hum kahaan Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan Tum the ke thi koi ujli kiran Tum the yaa koi kali muskayi thi Tum the yaa sapnon kaa thaa saavan Tum the ke khushiyon ki ghataa chaayehe thi Tum the ke thaa koi phool khilaa Tum the yaa milaa thaa mujhe nayaa jahaan Do pal rukaa khwabon kaa kaarvaan Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan Tum the yaa khushboo hawaon mein thi Tum the yaa rang saari dishaaon mein the Tum the yaa roshni raahon mein thi Tum the yaa geet goonje fizaaon mein the Tum the mile yaa mili thi manzilein Tum the ke thaa jaadoo bharaa koi samaa Do pal rukaa khwabon kaa kaarvaan Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan Aur phir chal diyeh tum kahaan hum kahaan编辑于2021/03/01更新